SWEEKARO MERE PARNAAM LYRICS, The bhajan sung by Hari Om Sharan is a devotional song that beautifully praises and seeks the blessings of Lord Narayan, the giver of joy and remover of sorrows. In heartfelt verses, the singer expresses gratitude and surrenders to the divine, acknowledging the omnipresence and limitless power of the Lord.

SWEEKARO MERE PARNAAM LYRICS IN ENGLISH

Sukh-varan Prabhu Narayan, hey
Dukh-haran Prabhu Narayan, hey
Tirlokpati data Sukhdham
Sweekaro mera pranam
Sweekaro mera pranam
Sweekaro mera pranam, Prabhu

Man vaani mein vo shakti kahan jo
Mahima tumhari gaayein karain
Agam agochar avikari
Nirlep ho har shakti se pare
Hum aur to kuch bhi jaane na
Keval gaate hain pavitra naam
Sweekaro mera pranam
Sweekaro mera pranam, Prabhu

Aadi, madhya, aur ant tumhi
Aur tum hi aatma adhare ho
Bhakton ke tum pran Prabhu
Is jeevan ke rakhvaare ho
Tum mein jeven janmein tummein
Aur ant karein tum mein vishram
Sweekaro mera pranam
Sweekaro mera pranam, Prabhu

Charan kamal ka dhyan dharon
Aur pran karein sumiran tera
Deenashraya deenanath Prabhu
Bhav bandhan kaato Hari mera
Sharanagat ke ghan-shyam Hari
Hey Nath mujhe tum lena thaam
Sweekaro mera pranam

स्वीकारो मेरा परनाम लिरिक्स हिंदी में

सुख-वरण प्रभु नारायण हे
दु:ख-हरण प्रभु नारायण हे
तिरलोकपति दाता सुखधाम
स्वीकारो मेरा परनाम
स्वीकारो मेरा परनाम
स्वीकारो मेरा परनाम प्रभु

मन वाणी में वो शक्ति कहाँ जो
महिमा तुम्हरी गान करें
अगम अगोचर अविकारी
निर्लेप हो हर शक्ति से परे
हम और तो कुछ भी जाने ना
केवल गाते हैं पावन नाम
स्वीकारो मेरा परनाम
स्वीकारो मेरा परनाम प्रभु

आदि मध्य और अन्त तुम्ही
और तुम ही आत्म अधारे हो
भगतों के तुम प्राण प्रभु
इस जीवन के रखवारे हो
तुम में जीवें जनमें तुममें
और अन्त करें तुम में विश्राम
स्वीकारो मेरा परनाम
स्वीकारो मेरा परनाम प्रभु

चरन कमल का ध्यान धरूँ
और प्राण करें सुमिरन तेरा
दीनाश्रय दीनानाथ प्रभु
भव बंधन काटो हरि मेरा
शरणागत के (घन)श्याम हरि
हे नाथ मुझे तुम लेना थाम
स्वीकारो मेरा परनाम